Sad shayari in Hindi 2021
Sad shayari.....
![]() |
| Sad shayari........๐ |
Mohhabbat to nyi shaklo mein kho jate hai,kisi ko mout dur kr deti hai toh Kuch bewafa ho jate hai....
Khali panno ki tarah din dalte ja rhe hai Khabar nhi ki ye aa rhe hai ya ja rhe hai...
Tumhe usse mohhabbat hai... To himmt Kyu nhi karte Kisi din uske dar pe rabb se behshat Kyu nhi karte , tumhe usse mohhabbat hai to himmt Kyu nhi karte Kisi din uske dar pe rabb se behshat Kyu nhi karte
Elaaj apna karate fir rhe ho Jane kis kis se mohhabbat karke dekho n mohhabbat Kyu nhi karte....
Mere dil ki khabro ki Khabar sun kar Kaha usne tum apne ghar ki chijo ki hifazat Kyu nahi karte..!
Mai apne Saath jajbo ki jmaat leke aaya hu..
Mai apne Saath jajbo ki jmaat leke aaya hu
Jab itne muktdi hai ... To emanat Kyu nhi karte...!
Akele pan se Kaha taal mail hota hai
Akele pan se Kaha taal mail hota hai
Khiladi ishq mein do ho to khail hota hai
Aur na lena ishq k parchey me 100 se Kam number yaha 99 Wala bhi fail hota hai...tum aaoge to Mai sasta tumhe dila dunga ,tum aaoge to Mai sasta tumhe dila dunga,humare shehar me insaaf sail hota hai...!
Wo bewafa hai to Kya.... Mat kaho bura usko
Wo bewafa hai to Kya...mat kaho bura usko
Nazar na aay toh uski talaash me rehna
Nazar na aay toh uski talaash me rehna
Kahi mile toh palatkar na dekhna usko
Wo sada khu tha zamane k kham smjhta Kya
Wo sada khu tha zamane k kham smjhta Kya
Hwa k sath chala..le udi hwa usko
Wo apne bare me h kitna Khush gumaan dekho
Wo apne bare me hai kitna Khush gumaan dekho
Jab usko Mai bhi na dekhu toh dekhna usko
Wo bewafa hai to Kya.... mat kaho bura usko!
Under ka zahar chum liya dhul k aagya
Kitne sarif log the sab Khul k aagye
Suraj se jang jitne nikala tha bewkuf
Suraj se jang jitne nikala tha bewkuf
Sare sipaahi mom k the ghul k aagye
Ye alag baat hai ki khamosh khade rehta hai ..
Ye alag baat hai ki khamosh khade rehta hai..
Fir bhi jo log bade hote hai wo bde rehte hai,
Ayse darvesh se milta hai humara shijara
Ayse darvesh se milta hai humara shijara
Jitke juto me kayi taaj pade rehte hai
Aur Kya tumhe zindagani chahiye
Aarzu Kal aag ki thi aaj paani chahiye
Ye Kaha ki rit hai jaage koi, soy koi
Ye Kaha ki rit hai jaage koi, soy koi
Raat Sabki hai to sabko nind aani chahiye
Usko hasne k liye to isko rone k liye
Want k jhole me sabko ek kahani chahiye
Want k jhole me sabko ek kahani chahiye
Kyu zaruri hai Kisi ke Pichhe puchhe hum chale
Jab Safar apna hai to,apni rawaani chahiye
Koun pehchanega Danish ab tumhe kirdaar se
Koun pehchanega Danish ab tumhe kirdaar se
Bemurwat waqt ki taza nishani chahiye..!
Udaas ek mujhi ko to kar nhi jata......
Udaas ek mujhi ko to kar nhi jata.....
Arreey wo mujhe se ruth ke apne bhi ghr nhi jata
Wo din gye ki mohhabbat thi Jaan ki baaji ..wo din gye ki mohhabbat thi Jaan ki baaji
Kisi se ab koi bicchade to Mar nhi jata...!!

Right๐
ReplyDelete